SEARCH RESULTS
Showing search results for ",HAB7"
Ghazal MATCHES FOR ",Hab7"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kab tak lahuu ke habs se garmaa.egaa badan
kab tak ubaal aag se paanii me.n aa.egaa
Iqbal Sajid
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
ko.ii to habs-e-havaa se ye puuchhtaa 'mohsin'
milaa hai kyaa use kaliyo.n ko be-numuu kar ke
Mohsin Naqvi
Ghazal
dair-o-haram ke habs-kado.n ke sataa.e hai.n
ham aaj mai-kade kii havaa khaane aa.e hai.n
Khumar Barabankavi
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
fazaa kaa habs shaguufo.n ko baas kyaa degaa
badan-dariida kisii ko libaas kyaa degaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
habs kaa shahr hai aur us me.n kisii bhii suurat
saa.ns lene kii sahuulat nahii.n dii jaa saktii
Noshi Gilani
Ghazal
habs to dil me.n thaa lekin aa.nkh tap kar rah ga.ii
raat saaraa shahr Duubaa dard kii purvaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
mudaavaa habs kaa hone lagaa aahista aahista
chalii aatii hai vo mauj-e-sabaa aahista aahista
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
havaa ke chalte hii baadal kaa saaf ho jaanaa
jo habs TuuTnaa baarish KHilaaf ho jaanaa
Mehshar Afridi
Ghazal
shadiid habs me.n raahat havaa se hotii hai
bahaal apnii tabii.at havaa se hotii hai
Khurshid Talab
Ghazal
Obaid Siddiqi
Ghazal
ye habs to jaltii hu.ii rut se bhii giraa.n hai
ai Thahre hu.e abr-e-karam ab to baras bhii
Ahmad Faraz
Ghazal
saaneha nahii.n Taltaa saanehe pe rone se
habs-e-jaa.n na kam hogaa be-libaas hone se