SEARCH RESULTS
Showing search results for ",OjTR"
Ghazal MATCHES FOR ",ojTr"
Ghazal
umr bhar sach hii kahaa sach ke sivaa kuchh na kahaa
ajr kyaa is kaa milegaa ye na sochaa ham ne
Shahryar
Ghazal
aamad pe terii itr o charaaG o subuu na ho.n
itnaa bhii buud-o-baash ko saada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
yuu.n lagaa jaise ko.ii itr fazaa me.n ghul jaa.e
jab kisii bachche ne qur.aa.n kii tilaavat kii hai
Rahat Indori
Ghazal
gul ke KHvaahaa.n to nazar aa.e bahut itr-farosh
taalib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaidaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo itr-daan saa lahja mire buzurgo.n kaa
rachii-basii hu.ii urdu zabaan kii KHushbuu
Bashir Badr
Ghazal
na itr o uud na jaam o subuu na saaz o suruur
faqiir-e-shahr ke ghar shahryaar kyaa utre.n
Ahmad Faraz
Ghazal
bulbul ke hosh nik.hat-e-gul kii tarah u.Daa
gulshan me.n mere saath zaraa itr mal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Gash hai.n ki be-dimaaG hai.n gul-pairahan namat
az-bas dimaaG-e-itr-e-garebaa.n nahii.n rahaa
Momin Khan Momin
Ghazal
ab itr bhii malo to takalluf kii buu kahaa.n
vo din havaa hu.e jo pasiina gulaab thaa
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
dil kabhii KHvaab ke piichhe kabhii duniyaa kii taraf
ek ne ajr diyaa ek ne ujrat nahii.n dii
Iftikhar Arif
Ghazal
tuu saraapaa ajr ai zaahid mai.n sar-taa-paa gunaah
baaG-e-jannat terii KHaatir karbalaa mere liye
Meer Anees
Ghazal
azaab-e-gard-e-KHizaa.n bhii na ho bahaar bhii aa.e
is ehtiyaat se ajr-e-vafaa na maa.nge ko.ii
Iftikhar Arif
Ghazal
kap.Do.n se itr tak yaa kitaabo.n se haar tak
vo bole to sahii ki use kyaa nahii.n pasand