SEARCH RESULTS
Showing search results for ",aZNu"
Ghazal MATCHES FOR ",aznu"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
unhii kii ramz chalii hai galii galii me.n yahaa.n
jinhe.n udhar se kabhii izn-e-guftuguu na milaa
Zafar Iqbal
Ghazal
baab-e-hairat se mujhe izn-e-safar hone ko hai
tahniyat ai dil ki ab diivaar dar hone ko hai
Parveen Shakir
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
izn-e-KHiraam lete hu.e aasmaa.n se ham
haT kar chale hai.n rahguzar-e-kaarvaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
vuuhii.n apnii bhii hai baariik-tar-az-muu gardan
teG ke saath yahaa.n zikr-e-kamar hotaa hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
hai dostii to mujhe izn-e-mezbaanii de
tuu aasmaa.n se utar aur mirii zamiin pe chal
Ahmad Faraz
Ghazal
sar-e-tasliim hai KHam izn-e-uquubat ke baGair
ham to sarkaar ke maddaah hai.n KHil.at ke baGair
Irfan Siddiqi
Ghazal
phir vo parvaane jinhe.n izn-e-shahaadat na milaa
phir vo sham.e.n ki jinhe.n raat na hone paa.ii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
bahut hai fursat-e-diivaangii kii hasrat bhii
'vahiid' vaqt gar izn-e-Gazal-saraa.ii na de
Waheed Akhtar
Ghazal
ab izn ho to tirii zulf me.n piro de.n phuul
ki aasmaa.n ke sitaare to isti.aare the
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
nigaah o dil se ab tafsiir-o-sharh-e-aazruu hogii
zabaan o lab se tark-e-iltijaa karne kaa vaqt aayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
kahtaa hai ki aavaaz yahii.n chho.D ke jaa.o
mai.n varna tumhe.n izn-e-rihaa.ii nahii.n detaa