SEARCH RESULTS
Showing search results for ",arUZ"
Ghazal MATCHES FOR ",aruz"
Ghazal
kalaam aruuz taGazzul KHayaal zauq-e-jamaal
badan ke jaam ne alfaaz kii suraahii bharii
Shahzad Qais
Ghazal
suKHan-varii hai nazar se nazar kaa naaz-o-niyaaz
aruuz se na zabaan-o-bayaa.n se aatii hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mai.n shaa.erii ke huu.n fann-e-aruuz se vaaqif
zabar hai.n zer hai.n eraab hai.n mire aa.nsuu
Lata Haya
Ghazal
aruuz-o-ilm kii ta.aliim mujh ko kab rahii haasil
miraa ustaad to bas ye Gam-e-ayyaam hai saaqii
Ajay Sahaab
Ghazal
urdu key shaa.irii hai to hogii ye baat bhii
ilm-e-aruuz bhii hai rumuuz-o-nikaat bhii
Raakesh ulfat
Ghazal
lagaate KHuub ho misraa magar 'aliim' suno
aruuz jaan.naa laazim hai shaa.irii ke liye
Alimuddin Aleem
Ghazal
'uruuj' vo hii nahii.n kah sake jo kahnaa thaa
sunaa to ye thaa ki tum ne kahaa bahut kuchh hai
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
'ilm-e-'aruuz ne tujhe aisaa kiyaa ki ab
mauzuu.n KHayaal nasr ke lagte KHafiif hai.n
Aftab Shah
Ghazal
Sada Ambalvi
Ghazal
ajiib nashsha hai sahbaa-e-zindagii me.n 'uruuj'
jise bhii dekhe.n bahaktaa dikhaa.ii detaa hai
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
taufiiq-e-she'r mujh ko 'ataa bhii hu.ii to kab
jab 'aariz-e-‘aruuz se aage nikal gayaa
Nomaan Shauque
Ghazal
Nazeer Azad
Ghazal
guzishtagaa.n kii vo sohbat kahaa.n 'uruuj' magar
unhii.n ke zikr se dil shaadmaa.n liye phirnaa
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
haram-o-dair kii raaho.n se shanaasaa hai.n 'uruuj'
ham ne kaafir bahut dekhe hai.n musalmaa.n-suurat
Urooj Akhtar Zaidi
Ghazal
phir shauq kar rahaa hai KHariidaar kii talab
arz-e-mataa-e-aql-o-dil-o-jaa.n kiye hu.e