SEARCH RESULTS
Showing search results for ",ewwo"
Ghazal MATCHES FOR ",ewwo"
Ghazal
na puuchh-gachh thii kisii kii vahaa.n na aav-bhagat
tumhaarii bazm me.n kal ehtimaam kis kaa thaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
kahtaa thaa naaseho.n se mire mu.nh na aa.iyo
phir kyaa thaa ek huu kaa bahaana bahut hu.aa
Ahmad Faraz
Ghazal
Ameer Khusrau
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
maqaam-e-parvarish-e-aah-o-laala hai ye chaman
na sair-e-gul ke liye hai na aashiyaa.n ke liye
Allama Iqbal
Ghazal
letaa na agar dil tumhe.n detaa ko.ii dam chain
kartaa jo na martaa ko.ii din aah-o-fuGaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
aaj lab-e-guhar-fishaa.n aap ne vaa nahii.n kiyaa
tazkira-e-KHajista-e-aab-o-havaa nahii.n kiyaa
Jaun Eliya
Ghazal
zahr lagtii hai mujhe aab-o-havaa-e-zindagii
ya.anii tujh se thii ise naa-saazgaarii haa.e haa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
gho.nsle viiraan hai.n ab vo parinde hii kahaa.n
ik basere ke liye jo aab-o-daana chho.D de.n
Waseem Barelvi
Ghazal
jalva zaar-e-aatish-e-dozaKH hamaaraa dil sahii
fitna-e-shor-e-qayaamat kis ke aab-o-gil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
ab sub.h o shaam shaayad girye pe rang aave
rahtaa hai kuchh jhamaktaa KHuunaab chashm-e-tar me.n