SEARCH RESULTS
Showing search results for ",faYx"
Ghazal MATCHES FOR ",fayx"
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Gam aur KHushii me.n farq na mahsuus ho jahaa.n
mai.n dil ko us maqaam pe laataa chalaa gayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
kam nahii.n tama-e-ibaadat bhii to hirs-e-zar se
faqr to vo hai ki jo diin na duniyaa rakkhe
Ahmad Faraz
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
Nasir Kazmi
Ghazal
vo ishq to karegaa magar dekh bhaal ke
'faaris' vo tere jaisaa divaana to hai nahii.n
Rehman Faris
Ghazal
nigaah-e-faqr me.n shaan-e-sikandarii kyaa hai
KHiraaj kii jo gadaa ho vo qaisarii kyaa hai
Allama Iqbal
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
ahvaal-e-mohabbat me.n kuchh farq nahii.n aisaa
soz o tab-o-taab avval soz o tab-o-taab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
aaj bhii gaa.nv me.n kuchh kachche makaano.n vaale
ghar me.n ham-saa.e ke faaqa nahii.n hone dete
Meraj Faizabadi
Ghazal
parvaano.n ne faanuus ko dekhaa to ye bole
kyuu.n ham ko jalaate ho ki jalne nahii.n dete
Akbar Allahabadi
Ghazal
Meeraji
Ghazal
achchhe bure ke farq ne bastii ujaa.D dii
majbuur ho ke milne lage har kisii se ham
Nida Fazli
Ghazal
jo faqr me.n suruur hai shaahii me.n vo kahaa.n
ham bhii rahe hai.n nashsha-e-daulat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
agar mile bhii to miltaa hai raah me.n 'faaris'
kahii.n se aate hu.e yaa kahii.n ko jaate hu.e
Rehman Faris
Ghazal
miraa na hone se kyaa farq us ko pa.Dnaa hai
pata chale jo kisii kam-nazar kaa ho jaa.e
Waseem Barelvi
Ghazal
ham apne apne bakhe.Do.n me.n pha.ns chuke ho.nge
na tujh ko meraa na mujh ko tiraa pataa hogaa
Riaz Majeed
Ghazal
farq aa gayaa thaa daur-e-hayaat-o-mamaat me.n
aa.ii hai aaj yaad vo suurat kahaa.n kahaa.n