SEARCH RESULTS
Showing search results for ",fanE"
Ghazal MATCHES FOR ",fane"
Ghazal
miraa fann-e-adaakaarii numaayaa.n ho ke ubhregaa
zaraa terii kahaanii me.n miraa kirdaar ho jaa.e
Ahmad Adil
Ghazal
tavajjoh apnii ho kyaa fann-e-shaa.irii kii taraf
nazar har ek kii jaatii hai aib hii kii taraf
Akbar Allahabadi
Ghazal
ai 'mus.hafii' ustaad-e-fan-e-reKHta-go.ii
tujh saa ko.ii aalam ko mai.n chhaanaa nahii.n miltaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
'vahshat' ko rahaa uns jo yuu.n fann-e-suKHan se
ye shaaKH-e-hunar phuultii-phaltii hii rahegii
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
mai.n shaa.erii ke huu.n fann-e-aruuz se vaaqif
zabar hai.n zer hai.n eraab hai.n mire aa.nsuu
Lata Haya
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
fan kii duniyaa me.n na.ii sub.h kaa suuraj bo kar
aa.o ham apnaa gulistaan badal kar dekhe.n
Rumana Rumi
Ghazal
hai fann-e-ishq kaa ustaad bas dil-e-vahshii
mariiz-e-Gam kaa yahii ik mizaaj-daa.n niklaa
Yagana Changezi
Ghazal
ik sehr-e-shabistaa.n hai ye fann-e-jahaa.n-raanii
duniyaa hai ki sotii hai jaaduu hai ki chaltaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
jab taaj-mahal ban gayaa kaTvaa.e ga.e haath
ik shaah ne kii yuu.n fan-e-me.amaar kii KHaatir
Amatul Hai Wafa
Ghazal
us ne jis had tak bhii ham se daastaan-e-Gam sunii
ham ko is nisbat se fan-e-iKHtisaar aataa gayaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Jameeluddin Aali
Ghazal
Ishrat Zafar
Ghazal
sabhii ko fann-e-jaraahat se vaaqafiyyat thii
hamaarii tarah vahaa.n be-hunar ko.ii bhii na thaa
Asad Badayuni
Ghazal
Hafiz Taib
Ghazal
Joshish Azimabadi
Ghazal
zahr hai fan ke liye darbaar-daarii kaa mizaaj
kam-tariin-e-shart-e-goyaa.ii hai iKHlaas-e-bayaa.n