SEARCH RESULTS
Showing search results for ",goIi"
Ghazal MATCHES FOR ",goii"
Ghazal
aa.iin-e-javaa.n-mardaa.n haq-go.ii o be-baakii
allaah ke shero.n ko aatii nahii.n ruubaahii
Allama Iqbal
Ghazal
saaf-go.ii me.n to sunte hai.n 'fanaa' hai mash.huur
dekhnaa ye hai tire mu.nh pe vo kahtaa kyaa hai
Fana Nizami Kanpuri
Ghazal
yaa to mujh se vo chhu.Daa degaa Gazal-go.ii 'zafar'
yaa kisii din saahib-e-diivaan kar degaa mujhe
Zafar Iqbal
Ghazal
Agha Hashr Kashmiri
Ghazal
karbalaa dasht-e-mohabbat ko banaa rakkhaa hai
kyaa Gazal-go.ii hai kyaa marsiya-KHvaanii merii
Aitbar Sajid
Ghazal
gaa.ikii me.n jitne sur the khaa ga.ii shoriidgii
shaa.irii me.n jitne bhii the isti.aare mar ga.e
Syed John Abbas Kazmi
Ghazal
daastaa.n-go kii nishaanii ko.ii rakkhii hai ki vo
daastaa.n-go.ii ke dauraan kahaa.n jaataa hai
Shaheen Abbas
Ghazal
'arsh' be-baakii-o-haq-go.ii hai maz.hab apnaa
ham na badle.nge kabhii vaqt kii chaalo.n kii tarah
Arsh Sahbai
Ghazal
qabr me.n haq-go.ii baahar manqabat qavvaaliyaa.n
aadmii kaa aadmii honaa tamaasha ho gayaa
Nida Fazli
Ghazal
buraa na maan 'ziyaa' us kii saaf-go.ii kaa
jo dard-mand bhii hai aur be-adab bhii nahii.n
Zia Jalandhari
Ghazal
ab shaam ho ga.ii hai to suuraj ko ro.iye
ham ne kahaa na thaa ki javaanii fareb hai
Shahid Zaki
Ghazal
mu.aaf-e-be-huda-go.ii hai.n naasehaan-e-aziiz
dil-e-ba-dast-e-nigaare nadaada rakhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Iqbal Azeem
Ghazal
aab-e-haivaa.n hai kahii.n zahr-e-halaahal hai kahii.n
talKH-go.ii aap kii shiirii.n-zabaanii aap kii