SEARCH RESULTS
Showing search results for ",gufJ"
Ghazal MATCHES FOR ",gufj"
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
jo uljhii thii kabhii aadam ke haatho.n
vo gutthii aaj tak suljhaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
darkaar hai shaguftan-e-gul-haa-e-aish ko
sub.h-e-bahaar pumba-e-miinaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
Ibn۔e۔Insha
Ghazal
tumhe.n to shahr ke aadaab tak nahii.n aate
ziyaada kuchh yahaa.n puuchhaa-guchhaa nahii.n jaataa
Zeb Ghauri
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
vo husn jise ham ne rusvaa kiyaa duniyaa me.n
naadiida haqiiqat hai naa-gufta kahaanii hai
Bashir Badr
Ghazal
Alam Khursheed
Ghazal
rakhtaa nahii.n hai ko.ii na-gufta kaa yaa.n hisaab
jo kuchh hai dil me.n us ko labo.n par sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
jo ye kahe ki reKHta kyuu.nke ho rashk-e-faarsii
gufta-e-'Gaalib' ek baar pa.Dh ke use sunaa ki yuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
aalam tilism-e-shahr-e-KHamoshii hai sar-basar
yaa mai.n Gariib-e-kishvar-e-guft-o-shunuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mere lahuu me.n guu.nj rahaa hai har ek lafz
mai.n ne rago.n ke dasht me.n paale tumhaare KHat
Wasi Shah
Ghazal
rahii na-gufta mire dil me.n daastaa.n merii
na us dayaar me.n samjhaa ko.ii zabaa.n merii
Meer Taqi Meer
Ghazal
raat ik uj.De makaa.n par jaa ke jab aavaaz dii
guu.nj uTThe baam-o-dar merii sadaa ke saamne