SEARCH RESULTS
Showing search results for ",hAPW"
Ghazal MATCHES FOR ",hapw"
Ghazal
kisii tarah to jame bazm mai-kade vaalo
nahii.n jo baada-o-saaGar to haav-huu hii sahii
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
na baayaziid, na shiblii, na ab junaid ko.ii
na ab o soz, na aa.he.n, na haav-huu KHaane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
mah o sitaara o KHurshiid o charKH haf-iqliim
ye ehtimaam mire dast-e-naa-rasaa ke liye
Shaz Tamkanat
Ghazal
kisii tarah bhii ye viiraaniyaa.n ho.n KHatm mirii
sharaab-KHaane ke andar kii haav-huu jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
Zehra Nigaah
Ghazal
'zafar' vo zaahid-e-bedard kii huu-haq se behtar hai
kare gar rind dard-e-dil se haav-huu-e-mastaanaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Akhtar Saeed Khan
Ghazal
rakhiye mu.aaf shaiKH-jii masjid me.n hajv-e-mai
baate.n KHudaa ke ghar me.n na kiije sharaab kii
Qamar Jalalvi
Ghazal
aaj tumhaaraa happy badday hotaa hai
bolo ham se kyaa kyaa logii shahzaadii
Muntazir Firozabadi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
kuchh shauq hai to ahl-e-KHaraabaat se milo
ai suufiyo nahii.n ye hame.n haav-huu pasand
Riyaz Khairabadi
Ghazal
to kyaa hu.aa jo mire saath aaj tuu nahii.n hai
faqat yahii ki hai viiraanii haav-huu nahii.n hai
Arshad Abbas Zaki
Ghazal
mai.n siikhtaa rahaa ik 'umr haav-huu karnaa
yuu.nhii nahii.n mujhe aayaa ye guftuguu karnaa