SEARCH RESULTS
Showing search results for ",moUn"
Ghazal MATCHES FOR ",moun"
Ghazal
maun hotii jaa rahii hai kaamnaa.e.n
shor me.n maahaul Dhaltaa jaa rahaa hai
Shubha Shukla Mishra adhar
Ghazal
de sazaa-e-maut yaa phir baKHsh de tuu zindagii
kashmakash se yaar terii saKHt ghabraataa huu.n mai.n
Alok Yadav
Ghazal
kisii ke jism kii chhaayaa me.n maun baiThaa huu.n
mire vajuud kaa gautam KHud apne dhyaan me.n hai
Saghar Mehdi
Ghazal
Kavita Kiran
Ghazal
jab ek maun dilo.n me.n utar gayaa 'paaras'
to ham ne rab kii ibaadat me.n sar jhukaa.e hai.n
Tilak Raj Paras
Ghazal
kaun suntaa ajnabii kii ajnabii bhaashaa me.n baat
shor ke darbaar me.n ham maun ke samvaad the
Vijay kumar Swarnkar
Ghazal
yuu.n to us kaa maun bhii samvaad lagtaa hai hame.n
tum kabhii us maun se samvaad kar ke dekhnaa
Vivek Saunakiya
Ghazal
daam-e-har-mauj me.n hai halqa-e-sad-kaam-e-naha.ng
dekhe.n kyaa guzre hai qatre pe guhar hote tak
Mirza Ghalib
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
ek hii naddii ke hai.n ye do kinaare dosto
dostaana zindagii se maut se yaarii rakho
Rahat Indori
Ghazal
qaid-e-hayaat o band-e-Gam asl me.n dono.n ek hai.n
maut se pahle aadmii Gam se najaat paa.e kyuu.n
Mirza Ghalib
Ghazal
rafiiq-e-zindagii thii ab aniis-e-vaqt-e-aaKHir hai
tiraa ai maut ham ye duusraa ehsaan lete hai.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
maut kii raah na dekhuu.n ki bin aa.e na rahe
tum ko chaahuu.n ki na aa.o to bulaa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
ik dard kaa phailaa hu.aa sahraa hai ki mai.n huu.n
ik mauj me.n aayaa hu.aa dariyaa hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
ham tauba kar ke mar ga.e be-maut ai 'KHumaar'
tauhiin-e-mai-kashii kaa mazaa ham se puuchhiye