SEARCH RESULTS
Showing search results for ",naw"
Ghazal MATCHES FOR ",naw"
Ghazal
baazuu hai.n yaa do patvaare.n naav pe rakkhii hai.n
lahre.n letaa dariyaa dekho aur mujhe dekho
Sarvat Husain
Ghazal
junuu.n-pasand hai dil aur tujh tak aane me.n
badan ko naav lahuu ko chanaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
Meeraji
Ghazal
aaKHirii naav na aa.ii to kahaa.n jaa.uu.ngaa
shaam se paar utarne ke liye baiThaa huu.n
Qaisarul Jafri
Ghazal
tuufaan me.n ho naav to kuchh sabr bhii aa jaa.e
saahil pe kha.De ho ke to Duubaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
Duubtii naav me.n sab chiiKH rahe hai.n 'taabish'
aur mujhe fikr Gazal merii mukammal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
kis ne kahaa thaa TuuTii hu.ii naav me.n chalo
dariyaa ke saath aap kii ranjish fuzuul hai
Shahid Zaki
Ghazal
paanii me.n aks aur kisii aasmaa.n kaa hai
ye naav kaun sii hai ye dariyaa kahaa.n kaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
mazbuut kashtiyo.n ko bachaane ke vaaste
dariyaa me.n ek naav shikasta bhii chho.D de
Jamal Ehsani
Ghazal
vo mujh se pyaar na kartaa to aur kyaa kartaa
ki dushmanii me.n bhii shiddat isii lagaav kii thii
Ahmad Faraz
Ghazal
terii nigaah-e-naaz se chhuuTe hu.e daraKHt
mar jaa.e.n kyaa kare.n bataa suukhe hu.e daraKHt
Varun Anand
Ghazal
kahaa.n tak jafaa husn vaalo.n kii sahte
javaanii jo rahtii to phir ham na rahte
Saqib Lakhnavi
Ghazal
allaah tere saath hai mallaah ko na dekh
ye TuuTii phuuTii naav samundar me.n Daal de