SEARCH RESULTS
Showing search results for ",qOeL"
Ghazal MATCHES FOR ",qoel"
Ghazal
ik khel hai aura.ng-e-sulaimaa.n mire nazdiik
ik baat hai ejaaz-e-masiihaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
phuul se rang judaa honaa ko.ii khel nahii.n
apnii miTTii ko kahii.n chho.D ke jaa.e.n kaise
Waseem Barelvi
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
khel samjhaa hai kahii.n chho.D na de bhuul na jaa.e
kaash yuu.n bhii ho ki bin mere sataa.e na bane
Mirza Ghalib
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
paro.n ko khol zamaana u.Daan dekhtaa hai
zamii.n pe baiTh ke kyaa aasmaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
hai KHuun-e-jigar josh me.n dil khol ke rotaa
hote jo ka.ii diida-e-KHuu.n-naaba-fishaa.n aur
Mirza Ghalib
Ghazal
lauT aa.e na kisii roz vo aavaara-mizaaj
khol rakhte hai.n isii aas pe dar shaam ke ba.ad
Farhat Abbas Shah
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
zulm aur sabr kaa ye khel mukammal ho jaa.e
us ko KHanjar jo diyaa hai mujhe sar bhii denaa
Meraj Faizabadi
Ghazal
hijr kii shab mirii tanhaa.ii pe dastak degii
terii KHush-buu mire kho.e hu.e KHvaabo.n kii tarah