SEARCH RESULTS
Showing search results for ",qySD"
Ghazal MATCHES FOR ",qysD"
Ghazal
jaan kar sotaa tujhe vo qasd-e-paa-bosii miraa
aur tiraa Thukraa ke sar vo muskuraanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
dil ne kiyaa hai qasd-e-safar ghar sameT lo
jaanaa hai is dayaar se manzar sameT lo
Jaun Eliya
Ghazal
teshe baGair mar na sakaa kohkan 'asad'
sargashta-e-KHumaar-e-rusuum-o-quyuud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
gar qasd suu-e-dil hai tiraa ai nigaah-e-yaar
do-chaar tiir paik se aage ajal ke chal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kar to liyaa hai qasd ibaadat kii raat kaa
raste me.n jhuumtii hu.ii ik shaam bhii to hai
Qateel Shifai
Ghazal
itnaa zinda rahe ham jis se khulii.n ma.anii-e-maut
sub.h-e-iijaad me.n qasd-e-adam aabaad kiyaa
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ab tujh se kyaa gila ho ke ik 'umr ho ga.ii
ham ko bhii qasd-e-kuucha-e-jaanaa.n kiye hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
kyaa kyaa quyuud dahr me.n hai.n ahl-e-hosh ke
aisii fazaa-e-saaf ko zindaa.n banaa diyaa
Asghar Gondvi
Ghazal
kyuu.n aa ga.e hai.n bazm-e-zuhuur-o-numuud me.n
aazaad mard ho ke rahe ham quyuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
KHud dil me.n chale aa.oge jab qasd karoge
ye raah bataane se bataa.ii nahii.n jaatii
Jalal Lakhnavi
Ghazal
havas-e-sair-e-gulistaa.n ne qafas dikhlaayaa
ab asiiro na kabhii qasd-e-gulistaa.n karnaa
Bedam Shah Warsi
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
fitraak jis kaa aksar lohuu me.n tar rahe hai
vo qasd kab kare hai is said-e-naa-tavaa.n kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil kaa hai qasd tirii bazm me.n a.D kar jaa.uu.n
kyaa hii be-par kii u.Daataa hai ye parvaana-e-ishq
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
jab na qasd-e-KHudii ke dariiche khule
ahl-e-dil ho liye be-KHudii kii taraf
Ehsan Danish Kandhlvi
Ghazal
safar ke shauq me.n itne azaab jhele hai.n
ki ab to qasd-e-safar hii se Dar ga.e hai.n log