SEARCH RESULTS
Showing search results for ",xSTE"
Ghazal MATCHES FOR ",xsTe"
Ghazal
tum ne to thak ke dasht me.n KHeme lagaa liye
tanhaa kaTe kisii kaa safar tum ko is se kyaa
Parveen Shakir
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
ai jaan-e-aarzuu vo qayaamat se kam na the
kaaTe tire baGair jo Gurbat me.n chaar din
A G Josh
Ghazal
kab pau phaTe kab raat kaTe kaun ye jaane
mat chho.D ke jaa.o ki abhii raat bahut hai
Sabir Dutt
Ghazal
hone lagii hai jism me.n jumbish to dekhiye
is par kaTe parinde kii koshish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
na harf-e-haq, na vo mansuur kii zabaa.n, na vo daar
na karbalaa, na vo kaTte saro.n ke nazraane
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
unhe.n savaal pe zom-e-junuu.n hai kyuu.n la.Diye
hame.n javaab se qat-e-nazar hai kyaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq ke sho.ale ko bha.Dkaa.o ki kuchh raat kaTe
dil ke a.ngaare ko dahkaa.o ki kuchh raat kaTe
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
duud-e-dil ishq me.n itnaa to asar paidaa kar
sar kaTe sham.a kii maanind to sar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ahbaab mujh se qat-e-ta.alluq kare.n 'jigar'
ab aaftaab-e-ziist lab-e-baam aa gayaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
tum in ko chaaho to chho.D sakte ho raaste me.n
ye log vaise bhii zindagii se kaTe hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
agar na zohra-jabiino.n ke darmiyaa.n guzre
to phir ye kaise kaTe zindagii kahaa.n guzre
Jigar Moradabadi
Ghazal
saa.np ke kaaTe kii lahre.n hai.n shab-o-roz aatii.n
kaakul-e-yaar ke saude ne aziyyat dii hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
us kii talvaar ne vo chaal chalii hai ab ke
paa.nv kaTte hai.n agar haath bachaa.uu.n apne
Anwar Masood
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
rahe na jaan to qaatil ko KHuu.n-bahaa diije
kaTe zabaan to KHanjar ko marhabaa kahiye
Mirza Ghalib
Ghazal
ajab safar thaa ki ham raasto.n se kaTte ga.e
phir is ke baa'd hame.n laapata bhii honaa thaa