SEARCH RESULTS
Showing search results for "آتش_دوزخ"
Ghazal MATCHES FOR "آتش_دوزخ"
Ghazal
tar-daamano.n ko aatish-e-dozaKH se hai najaat
jaama hai shor-bor saraasar sharaab me.n
Raunaq Tonkvi
Ghazal
vaa.izo aatish-e-dozaKH se jahaa.n ko tum ne
ye Daraayaa hai ki KHud ban ga.e Dar kii suurat
Altaf Hussain Hali
Ghazal
mai pii jo chaahe aatish-e-dozaKH se tuu najaat
jaltaa nahii.n vo uzv jo tar ho sharaab me.n
Qayem Chaandpuri
Ghazal
chhuu kar hii jise aatish-e-dozaKH hu.ii ThanDii
daaman ye kisii ri.nd kaa daaman to nahii.n hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
ab aatish-e-dozaKH kaa nahii.n KHauf mujhe kuchh
aa.nkho.n me.n mirii ashk-e-nadaamat kii tarii hai
Fazal Husain Sabir
Ghazal
jiite jii Gair ko ho aatish-e-dozaKH kaa azaab
gar mirii naash pe vo shola-azaar aa jaa.e
Momin Khan Momin
Ghazal
jalva zaar-e-aatish-e-dozaKH hamaaraa dil sahii
fitna-e-shor-e-qayaamat kis ke aab-o-gil me.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
be-hisii par hissiyat kii daastaa.n likh diijiye
dhuup se ab barf par aab-e-ravaa.n likh diijiye
Zafar Sahbai
Ghazal
dozaKH pe kyuu.n na ho dil-e-'biimaar' taana-zan
aatish se ishq kii hai pati.ngaa yahaa.n giraa
Sheikh Bimar Ali Bakhsh
Ghazal
Aziz Hamid Madni
Ghazal
Munshi Mohammad Hayat Khan Mazhar
Ghazal
hame.n bhii aatish-e-ulfat jalaa chukii 'akbar'
haraam ho ga.ii dozaKH kii naar ham par bhii
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye ishq ne dekhaa hai ye aql se pinhaa.n hai
qatre me.n samundar hai zarre me.n bayaabaa.n hai
Asghar Gondvi
Ghazal
faqat yuu.nhii to nahii.n naaz-aafrii.n hai vo
mirii nigaah se dekho bahut hasii.n hai vo
Muhammad Rashid Athar
Ghazal
Abid Raza
Ghazal
aa.nkhe.n dozaKH me.n bhii se.nkegaa tiraa dil-soKHta
aag ban jaa.egii ye aatish-prastii ek din