SEARCH RESULTS
Showing search results for "آلات"
Ghazal MATCHES FOR "آلات"
Ghazal
sarf-e-bahaa-e-mai hu.e aalaat-e-mai-kashii
the ye hii do hisaab so yuu.n paak ho ga.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Mehshar Afridi
Ghazal
ye mashiino.n kii chakaa-chau.nd ye daur-e-aalaat
is me.n har chiiz muqaddar hai muravvat ke sivaa
Gulzar Dehlvi
Ghazal
tiir-o-nashtar kii tarah dil me.n utarte hai.n 'qamar'
tere alfaaz ke aalaat se Dar lagtaa hai
Syed Qamruddin Qamar
Ghazal
hu.e aalaat jang ke is qadar iijaad duniyaa me.n
zamaane me.n nahii.n hai daur-daura ab shujaa.at kaa
Basir Tonki
Ghazal
be-zaKHm sadaa dene lage saaz ajab kyaa
gar karne lage.n KHud-baKHud aalaat-e-Gina raqs
Syed Yusuf Ali Khan Nazim
Ghazal
jis par sajaa.e.n KHil.at-o-aalaat-e-askarii
amboh-e-buzdilaa.n me.n vo jii-daar bhii to ho
Zakiya Shaikh Meena
Ghazal
jaise ho.n naqab-kaarii ke aalaat mire haath
dastak se ulajhte rahe kal raat mire haath
Saba Tabish
Ghazal
lamhaat-e-masarrat hai.n tasavvur se gurezaa.n
yaad aa.e hai.n jab bhii Gam-o-aalaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
hal kuchh to nikal aa.egaa haalaat kii zid kaa
ai kasrat-e-aalaam mai.n kuchh soch rahaa huu.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
apnii KHushiyaa.n mire aalaam se mansuub na kar
mujh se mat maa.ng miraa naam mire saath na chal
Shakeel Azmi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
dil kii taKHtii pe bhii aayaat likhii rahtii hai.n
vaqt mil jaa.e to un kii bhii tilaavat karnaa
Liaqat Jafri
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
saaqii pilaa sharaab magar ye rahe KHayaal
aalaam-e-rozgaar kaa chehraa utar na jaa.e