SEARCH RESULTS
Showing search results for "ابجد"
Ghazal MATCHES FOR "ابجد"
Ghazal
tujh se qismat me.n mirii suurat-e-qufl-e-abjad
thaa likhaa baat ke bante hii judaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kivaa.Do.n par likhii abjad gavaahii detii hai
vo haft-ra.ngii kahii.n chaak Dhuu.nDhtaa hogaa
Sheen Kaaf Nizam
Ghazal
hai kushaad-e-KHaatir-e-vaa-basta dar rahn-e-suKHan
thaa tilism-e-qufl-e-abjad KHaana-e-maktab mujhe
Mirza Ghalib
Ghazal
sabt kar aur ko.ii mohr mire ho.nTo.n par
qufl-e-abjad se nahii.n band hu.aa baab miraa
Abbas Tabish
Ghazal
mai.n KHvaab pa.Dhtaa thaa hamsaa.egii kii abjad se
magar vo husn KHayaalaa nahii.n gayaa mujh se
Aamir Suhail
Ghazal
Khursheed Rizvi
Ghazal
dil bhii qufl-e-abjad hai ek naam puuchhe hai
jaan le to khul jaa.e aaKHir is me.n hairat kyaa
Pirzada Qasim
Ghazal
dabistaan-e-azal me.n uustaad-e-ishq ne mujh ko
sabaq pahle diyaa thaa abjad-e-vaab-e-mohabbat kaa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Abdul Majeed Khwaja Shaida
Ghazal
ye kaa.enaat mirii jaan qufl-e-abjad hai
mai.n kholtaa huu.n ise kar ke mumkinaat me.n gum
Muqsit Nadeem
Ghazal
Nayyar Rani Shafaq
Ghazal
is daftar-e-hastii me.n taa'liim bahut kam hai
do harf nazar aa.e diibaacha-e-abjad me.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
na dekhii us ne kabhii lauh-e-dil pe abjad-e-ishq
to chashm-o-aari-o-lab se Gazal bapaa kar dii
Jawed Ahmad
Ghazal
vo apne juzv me.n khoyaa gayaa hai is had tak
ki us kii fahm se baahar hai kal kii abjad tak