SEARCH RESULTS
Showing search results for "ابھی"
Ghazal MATCHES FOR "ابھی"
Ghazal
mujh ko chalne do akelaa hai abhii meraa safar
raasta rokaa gayaa to qaafila ho jaa.uu.ngaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Naseer Turabi
Ghazal
abhii kuchh aur karishme Gazal ke dekhte hai.n
'faraaz' ab zaraa lahja badal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
tumhaarii yaad me.n jiine kii aarzuu hai abhii
kuchh apnaa haal sambhaaluu.n agar ijaazat ho
Jaun Eliya
Ghazal
hai maujzan ik qulzum-e-KHuu.n kaash yahii ho
aataa hai abhii dekhiye kyaa kyaa mire aage
Mirza Ghalib
Ghazal
ubhre.nge ek baar abhii dil ke valvale
go dab ga.e hai.n baar-e-Gam-e-zindagii se ham
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
ik shaKHs kar rahaa hai abhii tak vafaa kaa zikr
kaash us zabaa.n-daraaz kaa mu.nh noch le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
aabaad ham aashufta-saro.n se nahii.n maqtal
ye rasm abhii shahr me.n zinda hai ki tum ho
Ahmad Faraz
Ghazal
palke.n bhii chamak uThtii hai.n sote me.n hamaarii
aa.nkho.n ko abhii KHvaab chhupaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
kab tak abhii rah dekhe.n ai qaamat-e-jaanaana
kab hashr mu.ayyan hai tujh ko to KHabar hogii