SEARCH RESULTS
Showing search results for "احبا"
Ghazal MATCHES FOR "احبا"
Ghazal
KHatm duzdiida nigah par hai tirii tarraarii
dil nahii.n to.De ahibbaa ke piTaare to.De
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Imdad Ali Bahr
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Shauq Bahraichi
Ghazal
ik gard uThii vabaa kii chhaTii to nazar pa.Dii
haa.e vo aqrabaa vo ahibbaa kidhar ga.e
Yasir Shah Rashidi
Ghazal
KHuub ro.e dekh kar ham zevar-e-diivaangii
jab ahibbaa paa.nv me.n zanjiir pahnaane lage
Naseem Dehlvi
Ghazal
thaa KHauf-e-KHudaa dushman-e-KHu.nKHaar ke dil me.n
be.Daa mirii iizaa kaa ahibbaa ne uThaayaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
ahbaab bhii Gairo.n kii adaa siikh ga.e hai.n
aate hai.n magar dil ko dukhaane nahii.n aate
Bashir Badr
Ghazal
aah ye majma-e-ahbaab ye bazm-e-KHaamosh
aaj mahfil me.n 'firaaq'-e-suKHan-aaraa bhii nahii.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
bazm-e-ahbaab me.n haasil na hu.aa chain mujhe
mutma.in dil hai bahut, jab se alag baiThaa huu.n
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
magar ye ahl-e-riyaa kis qadar barahna hai.n
galiim o dalq o abaa o qabaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
mire ahbaab saare shahr me.n hai.n
mai.n apne gaa.nv me.n kyaa kar rahaa huu.n
Zubair Ali Tabish
Ghazal
hisas me.n baa.nT rahe hai.n mujhe mire ahbaab
mai.n kaarobaar-e-shiraakat me.n maaraa jaa.uu.ngaa
Rana Saeed Doshi
Ghazal
hamaarii har pareshaanii inhii logo.n ke dam se hai
hamaare saath ye jo halqa-e-ahbaab rahtaa hai