SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارتباط"
Ghazal MATCHES FOR "ارتباط"
Ghazal
allaah allaah ye kamaal aur irtibaat-e-husn-o-ishq
faasle ho.n laakh dil se dil judaa hotaa nahii.n
Jigar Moradabadi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
baaqii hai reze reze me.n ik irtibaat saa
yaasir bikhar ke bhii mirii vahdat ga.ii nahii.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
jalve yahii rahe.nge nazre.n yahii rahe.ngii
baaqii hai aur rahegaa ye irtibaat-e-faanii
Nushur Wahidi
Ghazal
mohabbat irtibaat-e-qalb se mashruut hotii hai
yaqiin-o-rabt ke ib.haam ho jaane se Dartaa huu.n
Ali Muzammil
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
hai.n yaad us nazar kii taGaaful-shi.aariyaa.n
baa-vasf-e-irtibaat bhii the ajnabii se ham
Ram Krishn Muztar
Ghazal
hai irtibaat-shikan daa.ero.n me.n baT jaanaa
chaman kaa mauja-e-baad-e-sabaa se kaT jaanaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
Jigar Barelvi
Ghazal
aaGaaz-e-irtibaat-o-ta.alluq ke vaaqi.aat
kuchh apne hosh kuchh mire diivaana-pan se puuchh
Rais Amrohvi
Ghazal
yuu.n kar rahe hai.n mohabbat me.n ehtiyaat ab ke
ki duur rah ke kiyaa un se irtibaat ab ke
Ahmad Musharraf Khawar
Ghazal
jis se vafaa kii thii umiid us ne adaa kiyaa ye haq
auro.n se irtibaat kii aur mujhe diyaa qalaq
Sehr Ishqabadi
Ghazal
Syed Amin Ashraf
Ghazal
chaman pe hai ye karam buu-e-Guncha-o-gul kaa
ki irtibaat hai baaqii lab-o-dahan me.n abhii
Shakeel Nashtar
Ghazal
kyaa irtibaat-e-husn-o-mohabbat kii ho umiid
vo jaan-e-shauq ham se kam-aamez abhii se hai
Tabish Dehlvi
Ghazal
hai dil ko mere aariz-e-jaanaa.n se irtibaat
bulbul ko jis tarah ho gulistaa.n se irtibaat
Shah Aasim
Ghazal
KHushiyaa.n manaa.e.n Gair na is irtibaat par
mujh se bhii thaa kabhii but-e-paimaa.n-shikan se rabt