SEARCH RESULTS
Showing search results for "ارزانی"
Ghazal MATCHES FOR "ارزانی"
Ghazal
meraa maalik jab taufiiq arzaanii kartaa hai
gahre zard zamiin kii ra.ngat dhaanii kartaa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ho naqsh agar baatil takraar se kyaa haasil
kyaa tujh ko KHush aatii hai aadam kii ye arzaanii
Allama Iqbal
Ghazal
raa.egaanii se zaraa aage nikal aa.e hai.n ham
is dafa to kuchh giraanii bhii hai arzaanii ke saath
Zafar Iqbal
Ghazal
raftagaa.n tum ne abas Dho.ng rachaayaa varna
ishq ko daKHl nahii.n maut kii arzaanii me.n
Abbas Tabish
Ghazal
mujh ko arzaanii rahe tujh ko mubaarak hojiyo
naala-e-bulbul kaa dard aur KHanda-e-gul kaa namak
Mirza Ghalib
Ghazal
Dagh Dehlvi
Ghazal
hu.ii hai kis qadar arzaani-e-mai-e-jalva
ki mast hai tire kuuche me.n har dar-o-diivaar
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh se ba.Dh kar kyaa ko.ii hogaa amiir
qiimtii virse kii arzaanii huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
ab kisii bhaav nahii.n miltaa KHariidaar ko.ii
gir ga.ii hai mirii qiimat mirii arzaanii se
Aslam Mahmood
Ghazal
huu.n agar to huu.n bhii kyaa is ke sivaa
qiimtii virse kii arzaanii huu.n mai.n
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Akhilesh Tiwari
Ghazal
is taraf jins-e-vafaa kii vahii arzaanii hai
us taraf ik nigah-e-lutf-e-giraa.n aaj bhii hai
Kaleem Aajiz
Ghazal
ab ke sahraa me.n ajab baarish kii arzaanii hu.ii
fasl-e-imkaa.n ko numuu karne me.n aasaanii hu.ii