SEARCH RESULTS
Showing search results for "اسم_انا"
Ghazal MATCHES FOR "اسم_انا"
Ghazal
jaane kaun se ism-e-anaa ke ham zindaanii the
tere naam ko le kar ham ne KHudaa ko chaahaa bahut
Krishna Kumar Toor
Ghazal
isii adaa pe sitamgar kaa sar buland hu.aa
nazar vahaa.n pe uThii dil yahaa.n pe band hu.aa
Haris Ali
Ghazal
kuchh is adaa se aaj vo pahluu-nashii.n rahe
jab tak hamaare paas rahe ham nahii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
kuchh is adaa se mohabbat-shanaas honaa hai
KHushii ke baab me.n mujh ko udaas honaa hai
Rahul Jha
Ghazal
is adaa se ishq kaa aaGaaz honaa chaahiye
soz bhii dil me.n ba-qadr-e-saaz honaa chaahiye
Zeb Bareilwi
Ghazal
is adaa se haath apne mal rahii hai zindagii
KHauf kii parchhaa.iyo.n me.n pal rahii hai zindagii
Yasmeen Moomal
Ghazal
vo is adaa se vahaa.n jaa ke sharmsaar aaya
raqiib par mujhe be-iKHtiyaar pyaar aaya
Dagh Dehlvi
Ghazal
kuchh is adaa se hame.n Gam-gusaar milte hai.n
hazaar zaKHm pas-e-e'tibaar milte hai.n
Naz Butt
Ghazal
us ne talab kiyaa miraa dil is adaa ke saath
iqraar mai.n ne kar liyaa lekin hayaa ke saath
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
vo is adaa se jo aa.e to kyuu.n bhalaa na lage
hazaar baar milo phir bhii aashnaa na lage
Nasir Kazmi
Ghazal
kuchh is adaa se ko.ii dam-ba-dam lubhaa.e mujhe
ki haarne bhii na de aur aazmaa.e mujhe