SEARCH RESULTS
Showing search results for "انبار"
Ghazal MATCHES FOR "انبار"
Ghazal
katrane.n Gam kii jo galiyo.n me.n u.Dii phirtii hai.n
ghar me.n le aa.o to ambaar se lag jaate hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ambaar us kaa parda-e-hurmat banaa miyaa.n
diivaar tak nahii.n girii pardaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
jaise sab likhte rahte hai.n Gazle.n nazme.n giit
vaise likh likh kar ambaar lagaa saktaa thaa mai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
lagaa rahaa huu.n mazaamiin-e-nau ke phir ambaar
KHabar karo mire KHirman ke KHosha-chiino.n ko
Meer Anees
Ghazal
sochtaa huu.n ki bhalaa umr kaa haasil kyaa thaa
umr-bhar saa.ns liye aur ko.ii ambaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
itnaa saa.nso.n kii rifaaqat pe bharosa na karo
sab ke sab miTTii ke ambaar me.n kho jaate hai.n
Munawwar Rana
Ghazal
buu.Dhii maa.n kaa shaayad lauT aayaa bachpan
gu.Diyo.n kaa ambaar lagaa kar baiTh ga.ii
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
ye mohabbat kaa jo ambaar pa.Daa hai mujh me.n
is liye hai ki miraa yaar pa.Daa hai mujh me.n
Anjum Saleemi
Ghazal
ye dair-e-kuhan kyaa hai ambaar-e-KHas-o-KHaashaak
mushkil hai guzar is me.n be-naala-e-aatishnaak
Allama Iqbal
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
chiizo.n ke ambaar lage the KHalq aaraam se thii
aur mujhe ye ranj vahaa.n afsurda ko.ii na thaa
Saqi Faruqi
Ghazal
ye mez ye kitaab ye diivaar aur mai.n
khi.Dkii me.n zard phuulo.n kaa ambaar aur mai.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
aayaa huu.n sang o KHisht ke ambaar dekh kar
KHauf aa rahaa hai saaya-e-diivaar dekh kar
Adeem Hashmi
Ghazal
ise bhii kuchh mirii himmat hii jaaniye jo kabhii
KHayaal-o-KHvaab ke ambaar se nikaltaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
aa.e na kabhii kaam Gariibo.n ke to ai dost
ambaar ho daulat kaa vo daulat nahii.n achchhii
Yaseen Barari
Ghazal
guftuguu karne lage ret ke ambaar ke saath
dostii ho ga.ii aaKHir mirii ashjaar ke saath