SEARCH RESULTS
Showing search results for "انتساب"
Ghazal MATCHES FOR "انتساب"
Ghazal
isii tarah se agar chaahtaa rahaa paiham
suKHan-varii me.n mujhe intiKHaab kar degaa
Parveen Shakir
Ghazal
na jaane kaisii qayaamat kaa pesh-KHema hai
ye uljhane.n tirii be-intisaab aa.nkho.n me.n
Iftikhar Arif
Ghazal
vo kitaab-e-zindagii hii na hu.ii murattab ab tak
ki ham intisaab jis kaa tire naam chaahte hai.n
Abul Mujahid Zahid
Ghazal
Noshi Gilani
Ghazal
chamak uThaa har ek pal, mahak uThe qalam davaat
kisii ke naam dil kaa intisaab likh rahe the ham
Aziz Nabeel
Ghazal
kuchh ajnabii se lage aashnaa dariiche bhii
kiran kiran jo ujaalo.n kaa ehtisaab hu.aa
Naseer Turabi
Ghazal
mai.n bad-gumaan nahii.n huu.n magar kitaabo.n me.n
tumhaare naam ka.ii intisaab dekhe hai.n
Haneef Kaifi
Ghazal
tanqiid kar rahe hai.n kitaab-e-hayaat par
aage na ba.Dh sake jo kabhii intisaab se
muneer saifi
Ghazal
miraa qalam to miraa saath chho.D baiThaa hai
kitaab-e-dil kaa mirii intisaab kaun likhe
Amatul Hai Wafa
Ghazal
pahle nisaab-e-aql hu.aa ham se intisaab
phir yuu.n hu.aa ki qatl bhii ham kar diye ga.e
Alamtaab Tishna
Ghazal
mai.n intisaab-e-nazar tere naam kar duu.ngaa
tirii kitaab-e-tamannaa me.n meraa naam to ho
Noor Paikar
Ghazal
KHizaa.n KHizaa.n thaa jo mausam gulaab kyaa hotaa
us ek shaKHs kaa mai.n intiKHaab kyaa hotaa