SEARCH RESULTS
Showing search results for "انفعال"
Ghazal MATCHES FOR "انفعال"
Ghazal
yaa rab mu.aaf kar ke na de karb-e-infi.aal
mai.n ne KHataa.e.n kii hai.n sazaa chaahiye mujhe
Khumar Barabankavi
Ghazal
ha.ngaama-e-zabuuni-e-himmat hai infi.aal
haasil na kiije dahr se ibrat hii kyuu.n na ho
Mirza Ghalib
Ghazal
us tab-e-naaznii.n ko kahaa.n taab-e-infi.aal
jaasuus mere vaaste ai bad-gumaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
agarche nashsha huu.n sab me.n KHum-e-jahaa.n me.n lek
ba-ra.ng-e-mai araq-e-infi.aal apnaa huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
gunah kisii ne kiyaa thartharaayaa dil apnaa
araq araq hu.e ham jis ko infi.aal hu.aa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
nasiim-e-sub.h kii aTkheliyo.n se barham hai
chaman me.n phuul ke chehre pe ishti.aal ko dekh
Sikandar Ali Wajd
Ghazal
har fat.h ke Guruur me.n be-vaj.h be-sabab
ehsaah-e-infi.aal-e-haziimat kahaa.n se laa.e.n
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
kyaa ain o mulk o vaz' o izaafat kaa daKHl vaa.n
hai infi.aal o fe.al mataa kaif-o-kam ke saath
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
shikaayato.n se mohabbat kii aur kyaa haasil
kuchh infi.aal tumhe.n ho kuchh infi.aal mujhe
Dagh Dehlvi
Ghazal
a.amaal dekh tere mai sharm se araq hai
ai mohtasib tujhe bhii kuchh infi.aal aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ham Duub jaa.e.nge araq-e-infi.aal me.n
a.amaal-naama hashr me.n jis dam talab hu.aa
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
ham un se aur vo ham se dam-e-sulh the KHajil
chhii.nTe la.Daa kiye araq-e-infi.aal ke