SEARCH RESULTS
Showing search results for "اوج"
Ghazal MATCHES FOR "اوج"
Ghazal
tire javaahir-e-turf-e-kulah ko kyaa dekhe.n
ham auj-e-taala-e-laal-o-gohar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
mai ne kiyaa hai husn-e-KHud-aaraa ko be-hijaab
ai shauq! haa.n ijaazat-e-tasliim-e-hosh hai
Mirza Ghalib
Ghazal
merii hayaat-e-ishq ko de kar junuun-e-shauq
mujh ko tamaam hosh banaa kar chale ga.e
Jigar Moradabadi
Ghazal
aap kii chashm-e-karam kaa jo ishaara hogaa
auj par mere muqaddar kaa sitaara hogaa
Danish Aligarhi
Ghazal
maqbare bante hai.n zindo.n ke makaano.n se buland
kis qadar auj pe takriim hai insaano.n kii
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Garra-e-auj-e-binaa-e-aalam-e-imkaa.n na ho
is bulandii ke nasiibo.n me.n hai pastii ek din
Mirza Ghalib
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
barham hai bazm-e-Guncha ba-yak-junbish-e-nashaat
kaashaana bas-ki ta.ng hai Gaafil havaa na maa.ng
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq kii chi.ngaariyo.n ko phir havaa dene lage
mere paas aa kar vo dushman ko du.aa dene lage
Shakeel Badayuni
Ghazal
maqaam yuu.n hu.aa is kaar-gaah-e-duniyaa me.n
ki jaise din ko musaafir saraa me.n aa ke chale
Meer Anees
Ghazal
husn KHud qaane hu.aa la.al-o-guhar par varna
ham to aflaak se le aate sitaare saare
Imran-ul-haq Chauhan
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
mamnuun-e-barg-e-gul hai.n na sharminda-e-sabaa
ham bulbul aur hii chaman-e-dil-kushaa ke hai.n
Ismail Merathi
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
kahte hai.n log auj pe thaa mausam-e-bahaar
dil kah rahaa hai arbada-e-zulf-e-yaar thaa