SEARCH RESULTS
Showing search results for "اوزار"
Ghazal MATCHES FOR "اوزار"
Ghazal
sarkaar har daraKHt se bante nahii.n hai.n taKHt
qurbaan aap par mire auzaar aur mai.n
Zulfiqar Aadil
Ghazal
taraashii hai.n Gam-e-dauraa.n ne taqdiire.n
ye KHanjar bhii kisii auzaar jaisaa thaa
Bakul Dev
Ghazal
azm-e-farhaad ne auzaar se kaaTaa thaa pahaa.D
ham rag-e-gul se bhii patthar kaa jigar kaaTe.nge
Imran Ali Khan Imran
Ghazal
Vishal Khullar
Ghazal
shikam ke bojh se faaqa-zada likhaarii bhii
qalam kii nok ko auzaar karne vaale hai.n
Noor Amrohvi
Ghazal
mere sarvat kii kitaabe.n tirii yaado.n kii ghuTan
KHud-kushii ke ka.ii auzaar pa.De hai.n ghar me.n
Adnan Naseer
Ghazal
mujhe ye Dar hai vo auzaar-e-bevafaa.ii se
mohabbato.n kii 'imaarat giraa na jaa.e kahii.n
Yasir Guman
Ghazal
us kii nazar thii haath pe so ham ne is liye
auzaar de diye sabhii pesha bhii de diyaa
Shafaq Sopori
Ghazal
she'r baiThaa hai vahaa.n sub.h se auzaar liye
raat jis chauk me.n thii jism luTaatii hu.ii nazm
Shoaib Kiani
Ghazal
nazro.n me.n hai qayaamat-e-kubraa kaa saa samaa.n
taaza-ba-taaza jang ke auzaar dekh kar
Mohan Singh Deewana
Ghazal
ye qurb kyaa hai ki yak-jaa.n hu.e na duur rahe
hazaar ek hii qaalib me.n Dhal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
junuu.n me.n jitnii bhii guzrii ba-kaar guzrii hai
agarche dil pe KHaraabii hazaar guzrii hai
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
hazaar to.D ke aa jaa.uu.n us se rishta 'vasiim'
mai.n jaantaa huu.n vo jab chaahegaa bulaa legaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Gazab thii kasrat-e-mahfil ki mai.n ne dhoke me.n
hazaar baar raqiibo.n ko ham-kanaar kiyaa