SEARCH RESULTS
Showing search results for "اچٹ"
Ghazal MATCHES FOR "اچٹ"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
jab mai.n sunaa ki yaar kaa dil mujh se haT gayaa
sunte hii is ke meraa kaleja ulaT gayaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
tasviir ke se taa.ir KHaamosh rahte hai.n ham
jii kuchh uchaT gayaa hai ab naala o fuGaa.n se
Meer Taqi Meer
Ghazal
un bevafaa buto.n se tabii.at uchaT ga.ii
ab to KHudaa se apnii lage lau KHudaa kare
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
Zeb Ghauri
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
nii.nd aa aa kar uchaT jaatii hai terii yaad me.n
taar-e-bistar nashtar-e-aaGosh hai tere baGair
Seemab Akbarabadi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
Zia Zameer
Ghazal
bachpan tamaam buu.Dhe savaalo.n me.n kaT gayaa
school kii kitaabo.n se ab jii uchaT gayaa
Hosh Jaunpuri
Ghazal
manzil kii dhuum dhaam se jab jii uchaT gayaa
rah-giir jaise sai.nka.Do.n rasto.n me.n baT gayaa
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
kiran ke haq me.n ye suuraj kaa faisla kyuu.n hai
jo farsh-e-KHaak pukaare to duur haT jaanaa
Syed Amin Ashraf
Ghazal
zindagii-bhar kii nii.nde.n uchaT jaa.e.ngii
saaya-e-zulf me.n baiThnaa jurm hai
Rishi Patialvi
Ghazal
Shayan Quraishi
Ghazal
ab bhii raato.n ko mirii nii.nd uchaT jaatii hai
aah ik chaa.nd ko chhuune kaa vo sapnaa meraa
Dinesh Kumar
Ghazal
sote sote jab pukaar uThtaa huu.n apne yaar ko
marqado.n ke sone vaalo.n kii uchaT jaatii hai nii.nd