SEARCH RESULTS
Showing search results for "باب_قفس"
Ghazal MATCHES FOR "باب_قفس"
Ghazal
vaa baab-e-qafas aur huu.n mai.n baab-e-qafas par
jaise ki u.Daa lii par-e-parvaaz kisii ne
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
aayaa nahii.n yaqiin bahut der tak hame.n
apne hii ghar kaa dar hai ye baab-e-qafas nahii.n
Muneer Niyazi
Ghazal
par kaaT ke vo baab-e-qafas khol rahaa hai
aisaa bhii nahii.n hai ki rihaa.ii nahii.n detaa
Farrukh Adeel
Ghazal
KHudaayaa aise junuu.n kii kabhii havaa na lage
khulaa ho baab-e-qafas aur mujhe khulaa na lage
Jawed Sultanpuri
Ghazal
aap khul jaa.egaa ye baab-e-qafas ai ham-nashii.n
dil me.n paidaa jur.at-e-parvaaz honaa chaahiye
Zeb Bareilwi
Ghazal
aa hii jaa.egii sahar matlaa-e-imkaa.n to khulaa
na sahii baab-e-qafas rauzan-e-zindaa.n to khulaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
kuchh soch ke vo baab-e-qafas khol rahaa hai
kal tak thii giraa.n jis pe mirii jumbish-e-par bhii
Khadim Razmi
Ghazal
Gulzar Bukhari
Ghazal
band hai baab-e-qafas ho sar to paTke jaa.iye
ham ne dekhaa hai qafas kii tiiliyo.n me.n dar khulaa
Fani Badayuni
Ghazal
ko.ii to kahe baat qafas me.n gul-e-tar kii
ham ne to gulistaa.n me.n bhii kaa.nTo.n pe basar kii
Maulwi Syed Mumtaz Ali
Ghazal
jo phiraa ke us ne mu.nh ko ba-qafaa naqaab ulTaa
udhar aasmaan ulTaa udhar aaftaab ulTaa
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Sehr Ishqabadi
Ghazal
Mohammad Taibur Rahman Inamdar Talib
Ghazal
nigaah-e-naaz se dekhe.n to bahr-e-aazaadii
qafas ke saare parindo.n ko naam-zad kar de.n
Rizvan Anjum
Ghazal
sukuun-e-dil na sahii josh-e-iztiraab to hai
hisaab terii inaayat kaa be-hisaab to hai
Zameer Azhar
Ghazal
vahii 'taariq'-na.iim ab is qafas ke baab kholegaa
kisii kii aa.nkh se jo ik ishaara hone vaalaa hai
Tariq Naeem
Ghazal
apnii tanhaa.ii mire naam pe aabaad kare
kaun hogaa jo mujhe us kii tarah yaad kare