SEARCH RESULTS
Showing search results for "بازوئے_دل_دار"
Ghazal MATCHES FOR "بازوئے_دل_دار"
Ghazal
hairaa.n huu.n ki phir us ne na kii sabr kii taakiid
baazuu jo miraa baazu-e-dildaar me.n aayaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
duniyaa me.n ko.ii dil kaa KHariidaar na paayaa
sab dekhe dil-aazaar hii dildaar na paayaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
dahr me.n tere farebo.n se ai shoKH ayyaar
kam ko.ii hogaa na dil jis kaa daGaa paavegaa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
gul dil-figaar o laala hu.aa Gam se daaGdaar
jaise ki tere haatho.n pe rang-e-hinaa hu.aa
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sab kaa dildaar hai dildaar bhii aisaa vaisaa
ik miraa yaar hai aur yaar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
qaasid hai.n hamii.n aur hamii.n kaatib-e-naama
dil-daar hamii.n naama-e-dildaar hamii.n hai.n
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
phir chaahtaa huu.n naama-e-dildaar kholnaa
jaa.n nazr-e-dil-farebi-e-unvaa.n kiye hu.e