SEARCH RESULTS
Showing search results for "باش"
Ghazal MATCHES FOR "باش"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
jo Gam milaa hai bojh uThaayaa hai us kaa KHud
sar zer-e-baar-e-saaGar-o-baada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
iimaan-o-kufr aur na duniyaa-o-dii.n rahe
ai ishq-e-shaad-baash ki tanhaa hamii.n rahe
Jigar Moradabadi
Ghazal
baat-chiit me.n jis kii ravaanii masal hu.ii
ek naam lete me.n kuchh ruk saa jaataa hai
Zehra Nigaah
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
sahraa kii buud-o-baash hai achchhii na kyuu.n lage
suukhii hu.ii gulaab kii Tahnii gilaas me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
ai hujuum-e-naa-umiidii shaad-baash-o-zinda-baash
tuu ne sab se kar diyaa begaana-o-Gaafil mujhe
Jigar Moradabadi
Ghazal
jin ko har rang me.n jiine kaa kamaal aataa hai
un ke aa.iina-e-dil me.n kahii.n baal aataa hai
Dharmpal Aaqil
Ghazal
Manish Shukla
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
sohbat se ko.ii kyuu.nki 'hasan' ke na hove KHush
shaa.ir hai yaar-baash hai qaabil aziiz hai
Meer Hasan
Ghazal
dil-lagii apnii tire zikr se kis raat na thii
sub.h tak shaam se yaa-huu ke sivaa baat na thii