SEARCH RESULTS
Showing search results for "باغ"
Ghazal MATCHES FOR "باغ"
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
husn-e-mah garche ba-ha.ngaam-e-kamaal achchhaa hai
us se meraa mah-e-KHurshiid-jamaal achchhaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
shabnam kii tarah phuulo.n pe ro aur chaman se chal
is baaG me.n qayaam kaa saudaa bhii chho.D de
Allama Iqbal
Ghazal
chauraahe baaG buildinge.n sab shahr to nahii.n
kuchh aise vaise logo.n se yaaraanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
bechain bahut phirnaa ghabraa.e hu.e rahnaa
ik aag sii jazbo.n kii dahkaa.e hu.e rahnaa
Muneer Niyazi
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
baaG me.n jaane ke aadaab hu.aa karte hai.n
kisii titlii ko na phuulo.n se u.Daayaa jaa.e
Nida Fazli
Ghazal
ban ke KHushbuu kii udaasii rahiye dil ke baaG me.n
duur hote jaa.iye nazdiik aate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mai.n bhii to is baaG kaa ek parinda huu.n
merii hii aavaaz me.n mujh ko gaane de