SEARCH RESULTS
Showing search results for "باک"
Ghazal MATCHES FOR "باک"
Ghazal
baar baar uThnaa usii jaanib nigaah-e-shauq kaa
aur tiraa Gurfe se vo aa.nkhe.n la.Daanaa yaad hai
Hasrat Mohani
Ghazal
Waseem Barelvi
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
dil soz se KHaalii hai nigah paak nahii.n hai
phir is me.n ajab kyaa ki tuu bebaak nahii.n hai
Allama Iqbal
Ghazal
lahraa rahii hai barf kii chaadar haTaa ke ghaas
suuraj kii shah pe tinke bhii bebaak ho ga.e
Parveen Shakir
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
ek aa.nsuu thaa ki dariyaa-e-nadaamat thaa 'faraaz'
dil se bebaak shanaavar ko Duboyaa kaisaa
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii KHud pe kabhii haalaat pe ronaa aayaa
baat niklii to har ik baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
yuu.n Gair se bebaak ishaare sar-e-mahfil
kyaa ye mirii zillat hii nahii.n aap ke nazdiik
Hasrat Mohani
Ghazal
guftaar me.n vo apnii bebaak ho gayaa hai
jaise ki har kamii se vo paak ho gayaa hai
Fauzia Mughal
Ghazal
yahii lahja thaa ki meyaar-e-suKHan Thahraa thaa
ab isii lahja-e-be-baak se KHauf aataa hai
Iftikhar Arif
Ghazal
jo sohbat-e-aGyaar me.n is darja ho bebaak
us shoKH kii sab sharm-o-hayaa mere liye hai