SEARCH RESULTS
Showing search results for "بدتر"
Ghazal MATCHES FOR "بدتر"
Ghazal
ye phuul mujhe ko.ii viraasat me.n mile hai.n
tum ne miraa kaa.nTo.n bharaa bistar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
sharm-e-jafaa se chhupte ho tum daad-KHvaah se
uzr-e-gunah tumhaaraa hai bad-tar gunaah se
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
musallam dekh kar yaaquub murde se hu.e bad-tar
jo yuusuf kaa dariida pairahan hotaa to kyaa hotaa
Afsar Allahabadi
Ghazal
sazaa-e-maut se bad-tar hai aagahii kii sazaa
shu.uur-e-harf ke zindaa.n me.n jal bujhe ham log
Rehana Roohi
Ghazal
Shauq Dehlvi Makki
Ghazal
agar talaash karuu.n ko.ii mil hii jaa.egaa
magar tumhaarii tarah kaun mujh ko chaahegaa
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
shikva-e-zulmat-e-shab se to kahii.n behtar thaa
apne hisse kii ko.ii sham.a jalaate jaate
Ahmad Faraz
Ghazal
sar se paa tak vo gulaabo.n kaa shajar lagtaa hai
baa-vazuu ho ke bhii chhuute hu.e Dar lagtaa hai
Bashir Badr
Ghazal
mohabbato.n me.n dikhaave kii dostii na milaa
agar gale nahii.n miltaa to haath bhii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
sar jhukaa.oge to patthar devtaa ho jaa.egaa
itnaa mat chaaho use vo bevafaa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
log TuuT jaate hai.n ek ghar banaane me.n
tum taras nahii.n khaate bastiyaa.n jalaane me.n
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
agar yaqii.n nahii.n aataa to aazmaa.e mujhe
vo aa.ina hai to phir aa.ina dikhaa.e mujhe