SEARCH RESULTS
Showing search results for "بر"
Ghazal MATCHES FOR "بر"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ho.nTo.n pe kabhii un ke miraa naam hii aa.e
aa.e to sahii bar-sar-e-ilzaam hii aa.e
Ada Jafarey
Ghazal
aisaa ho ko.ii naama-bar baat pe kaan dhar sake
sun ke yaqiin kar sake jaa ke unhe.n sunaa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
KHud hii mai.n KHud ko likh rahaa huu.n KHat
aur mai.n apnaa naama-bar bhii huu.n
Tahzeeb Hafi
Ghazal
dekhaa hai but-kade me.n jo ai shaiKH kuchh na puuchh
iimaan kii to ye hai ki iimaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
ye ham jo hijr me.n diivaar-o-dar ko dekhte hai.n
kabhii sabaa ko kabhii naama-bar ko dekhte hai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
bas ho chukaa bayaa.n kasal-o-ranj-e-raah kaa
KHat kaa mire javaab hai ai naama-bar kahaa.n
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ho liye kyuu.n naama-bar ke saath saath
yaa rab apne KHat ko ham pahu.nchaa.e.n kyaa
Mirza Ghalib
Ghazal
tumhaare aane kii ummiid bar nahii.n aatii
mai.n raakh hone lagaa huu.n diye jalaate hu.e
Azhar Iqbal
Ghazal
tujh se to kuchh kalaam nahii.n lekin ai nadiim
meraa salaam kahiyo agar naama-bar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
Makhmoor Dehlvi
Ghazal
jab bhii nazar uThii to falak kii taraf uThii
bar-gashta aasmaan se goyaa na tuu na mai.n