SEARCH RESULTS
Showing search results for "برخاست"
Ghazal MATCHES FOR "برخاست"
Ghazal
mujhe ma.aluum hai.n aadaab-e-nashist-o-barKHaast
tire darbaar me.n ik umr uThaa baiThaa huu.n
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
ohda-e-ishq se barKHaast ham is duniyaa me.n
KHaak kii KHuld-makaanii ke liye aa.e hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
haa.e afsos hu.ii kaun sii sohbat barKHaast
shab ko me.araaj me.n the vaqt-e-sahar kuchh bhii nahii.n
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
pahu.nchaayaa zo.af ne mujhe jab bazm-e-yaar tak
barKHaast log ho ga.e darbaar ho chukaa
Sabir Rampuri
Ghazal
mujh ko samjhaate hai.n aadaab-e-nashist-o-barKHaast
mere samjhaa.e hu.e mere sikhaa.e hu.e log
Farooq Noor
Ghazal
saavan hai jhuule Daal ke gaa.o saheliyo
do din kaa abr hai arii barsaat chand roz
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
sard jho.nko.n se bha.Dakte hai.n badan me.n sho.ale
jaan le legii ye barsaat qariib aa jaa.o
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ghaTaa.e.n uThtii hai.n barsaat hone lagtii hai
jab aa.nkh bhar ke falak ko kisaan dekhtaa hai
Shakeel Azmi
Ghazal
bataa ai abr musaavaat kyuu.n nahii.n kartaa
hamaare gaa.nv me.n barsaat kyuu.n nahii.n kartaa
Tahzeeb Hafi
Ghazal
barsaat kaa baadal to diivaana hai kyaa jaane
kis raah se bachnaa hai kis chhat ko bhigonaa hai
Nida Fazli
Ghazal
taa ki tujh par khule ejaaz-e-havaa-e-saiqal
dekh barsaat me.n sabz aa.ine kaa ho jaanaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mujh pe chhaa jaa.e vo barsaat kii KHushbuu kii tarah
a.ng a.ng apnaa isii rut me.n mahaktaa dekhuu.n
Parveen Shakir
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ham to samjhe the ke barsaat me.n barsegii sharaab
aa.ii barsaat to barsaat ne dil to.D diyaa