SEARCH RESULTS
Showing search results for "بلال"
Ghazal MATCHES FOR "بلال"
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
yuu.n sadaa dete hu.e tere KHayaal aate hai.n
jaise ka.abe kii khulii chhat pe bilaal aate hai.n
Rahat Indori
Ghazal
zaKHm-e-furqat ko tirii yaad ne bharne na diyaa
Gam-e-tanhaa.ii magar ruKH pe ubharne na diyaa
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
yahii du.aa hai mirii rabb-e-do-jahaa.n se 'bilaal'
kisii se ahd karuu.n gar to phir nibhaa.uu.n use
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
mai.n chho.D saktaa nahii.n saath istaqaamat kaa
mirii azaan se joshe-e-bilaal mat chhiino
Wasi Shah
Ghazal
Bilal Saharanpuri
Ghazal
vo sadaa na thii vo to jazb thaa vo to ishq thaa
mirii saf me.n ko.ii bilaal hai ye savaal hai
Shahid Latif
Ghazal
aa jaa.o ab to zulf pareshaa.n kiye hu.e
ham raah par hai.n sham.a farozaa.n kiye hu.e
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ajab mai.n huu.n ajab hii dil hai jaanaa.n
ye paagal tujh pe hii maa.il hai jaanaa.n
Hamza Bilal
Ghazal
dil maantaa nahii.n hai manaane ke baa'd bhii
kartaa hai un ko yaad bhulaane ke baa'd bhii
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
tiir-e-nazar ne aap kii ghaa.il kiyaa mujhe
phir shauq-e-intizaar ne paagal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ik dikhaavaa rah gayaa bas dil se vo chaahat ga.ii
qais sahraa me.n gayaa to Gairat-e-vahshat ga.ii
Bilal Ahmad
Ghazal
ham ko tirii taraf se ishaara nahii.n milaa
aa.nkhe.n milii.n magar vo nazaara nahii.n milaa
Hamza Bilal
Ghazal
phir vaqt ho gayaa hai azaan-e-bilaal kaa
sahraa-e-zindagii mujhe sonaa dikhaa.e de
Rehana Qamar
Ghazal
use bilaal kii azmat kaa ko.ii ilm nahii.n
jo apne uu.nche gharaane kii baat kartaa hai