SEARCH RESULTS
Showing search results for "بلالی"
Ghazal MATCHES FOR "بلالی"
Ghazal
azaano.n kii rasme.n adaa ho rahii hai.n
magar in me.n josh-e-bilaalii nahii.n hai
Fauzia Mughal
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
ab bhii ho saktii hai iimaan kii raunaq 'az.har'
ik azaa.n phir jo a.ndhero.n me.n bilaalii ho jaa.e
Azhar Bakhsh Azhar
Ghazal
'taabish' har ek dil me.n sharaare the qahr ke
ho paas jis ke soz-e-bilaalii ko.ii na thaa
Tabish Kamal
Ghazal
Talib Dehlavi
Ghazal
ho masjid-e-nabvii mirii aavaaz bilaalii
vo saamne baiThe ho.n mai.n duu.n ek azaa.n aur
Safwat Ali Safwat
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
surKH phuulo.n se mahak uThtii hai.n dil kii raahe.n
din Dhale yuu.n tirii aavaaz bulaatii hai hame.n
Shahryar
Ghazal
shaaKH pe baiThii bholii-bhaalii ik chi.Diyaa
kyaa jaane us par bhii nishaana lagtaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
in dino.n ishq kii fursat hii nahii.n hai varna
us dariiche kii udaasii to bulaatii hai mujhe
Kafeel Aazar Amrohvi
Ghazal
yuu.n sadaa dete hu.e tere KHayaal aate hai.n
jaise ka.abe kii khulii chhat pe bilaal aate hai.n