SEARCH RESULTS
Showing search results for "بنجر"
Ghazal MATCHES FOR "بنجر"
Ghazal
pyaas jis nahr se Takraa.ii vo banjar niklii
jis ko piichhe kahii.n chho.D aa.e vo dariyaa hogaa
Nida Fazli
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
Afzal Khan
Ghazal
KHvaab dekhne kii hasrat me.n tanhaa.ii merii
aa.nkho.n kii banjar dhartii me.n niinde.n botii hai
Shahryar
Ghazal
ye be-aavaaz banjar ban ke baasii ye udaasii
ye dahshat kaa safar jangal ye bela mai.n akelaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
banjar miTTii par bhii baras ai abr-e-karam
KHaak kaa har zarra maqruuz hai daane kaa
Talib Johari
Ghazal
mere hisse kii zamii.n banjar thii mai.n vaaqif na thaa
be-sabab ilzaam mai.n detaa rahaa barsaat ko
Shahryar
Ghazal
raat-bhar vo apne bistar par pa.Daa rotaa rahaa
duur ik aavaaz banjar ho ga.ii shahnaa.ii me.n
Iqbal Sajid
Ghazal
banjar zamiin dil kii hai 'miir' milk apnii
pur-daaG siina mohr-e-farmaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ashk aa.nkho.n me.n sulagte hu.e so jaate hai.n
ye mirii aa.nkh jo banjar hai ka.ii sadiyo.n se
Wasi Shah
Ghazal
haatho.n pe bah rahii hai lakiiro.n kii aabjuu
qismat kaa khet phir bhii hai banjar pa.Daa hu.aa
Iqbal Sajid
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
Aadil Rahi
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
rahe qaa.em namii ho.nTo.n kii teraa naam lene se
tire hii zikr se banjar ye dil aabaad ho meraa