SEARCH RESULTS
Showing search results for "بندش"
Ghazal MATCHES FOR "بندش"
Ghazal
jis ne nazar uThaa.ii vahii shaKHs gum hu.aa
is jism ke tilism kii bandish to dekhiye
Dushyant Kumar
Ghazal
thaa mai.n guldasta-e-ahbaab kii bandish kii giyaah
mutafarriq hu.e mere rufaqaa mere ba.ad
Mirza Ghalib
Ghazal
radiif qaafiya bandish KHayaal lafz-garii
vo huur ziina utarte hu.e sikhaane lagii
Shahzad Qais
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Kumar Vishwas
Ghazal
itnii bhii hame.n bandish-e-Gam kab thii gavaaraa
parde me.n tirii kaakul-e-pur-KHam to nahii.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
sham.a ho faanuus se baahar to gul ho jaa.egii
bandish-e-alfaaz mat to.Do ma.aanii ke liye
Sajjad Baqar Rizvi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
asiir-e-band-e-zamaana huu.n saahabaan-e-chaman
mirii taraf se gulo.n ko bahut du.aa kahiye
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
kamar-e-yaar thii az-bas-ki nihaayat naazuk
suujhtii bandish-e-mazmuu.n kii ko.ii ghaat na thii
Haidar Ali Aatish
Ghazal
parind shaaKH pe tanhaa udaas baiThaa hai
u.Daan bhuul gayaa muddato.n kii bandish me.n