SEARCH RESULTS
Showing search results for "بندۂ_مزدور"
Ghazal MATCHES FOR "بندۂ_مزدور"
Ghazal
mai.n to shaa'ir thaa magar peT kii KHaatir 'aarif'
baar-e-Gam sah na sakaa banda-e-mazduur banaa
Aarif Nazeer
Ghazal
banda-e-mazduur kii izzat bachaane ke liye
izz-o-jaah-e-qaisarii se kheltaa rahtaa huu.n mai.n
Agha Naginwi
Ghazal
chandaa bhii bas raat me.n achchhaa lagtaa hai
har banda auqaat me.n achchhaa lagtaa hai
Qamar Aasi
Ghazal
Muhib Wafa
Ghazal
Tahir Faraz
Ghazal
Abul Fitrat Meer Zaidi
Ghazal
mah.ngaa.ii kaa ab aayaa hai tuufaan yaqiinan
to.De hai.n hukmaraano.n ne paimaan yaqiinan
Rasheed Hasrat
Ghazal
paave kis tarah ko.ii kis ko hai maqduur hame.n
le gayaa ishq tiraa khii.nch bahut duur hame.n
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
aabla-paa.ii gavaaraa KHastagii manzuur hai
puuchhnaa ye hai ki manzil aur kitnii duur hai
Syed Ashoor Kazmi
Ghazal
us ko aazaadii na milne kaa hame.n maqduur hai
ham idhar majbuur hai.n aur vo udhar majbuur hai
Hafeez Jaunpuri
Ghazal
naala juz husn-e-talab ai sitam-iijaad nahii.n
hai taqaazaa-e-jafaa shikva-e-bedaad nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
vahshii the buu-e-gul kii tarah is jahaa.n me.n ham
nikle to phir ke aa.e na apne makaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
kahaa.n talak kahuu.n saaqii ki laa sharaab to de
na de sharaab Dubo kar ko.ii kabaab to de
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
qais kaa tujh me.n junuu.n jazba-e-mansuur nahii.n
varna manzil-gah-e-dildaar to kuchh duur nahii.n
Dattatriya Kaifi
Ghazal
naa-fahmii apnii parda hai diidaar ke liye
varna ko.ii naqaab nahii.n yaar ke liye