SEARCH RESULTS
Showing search results for "بچائے"
Ghazal MATCHES FOR "بچائے"
Ghazal
allaah bachaa.e maraz-e-ishq se dil ko
sunte hai.n ki ye aariza achchhaa nahii.n hotaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
Unknown
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
kaun bachaa.egaa phir to.Dne vaalo.n se
phuul agar shaaKHo.n se dhokaa khaate hai.n
Waseem Barelvi
Ghazal
us ko gulchii.n kii nigaaho.n se bachaa.e maulaa
vo to Guncha hai abhii aur nikharnaa hai use
Sada Ambalvi
Ghazal
jis ko bachaa.e rakhne me.n ajdaad bik ga.e
ham ne usii havelii ko niilaam kar diyaa
Mansoor Usmani
Ghazal
chehra bujhaa bujhaa saa pareshaan zulf zulf
allaah dushmano.n ko bachaa.e vabaal se
Adil Mansuri
Ghazal
aatish-e-ishq se allaah bachaa.e sab ko
isii sho.ale ne zamaane ko jalaa rakkhaa hai
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
dilo.n pe karte hu.e aaj aatii jaatii choT
tirii nigaah ne pahluu bachaa.e hai.n kyaa kyaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
kab apnii KHushii se vo aa.e hu.e hai.n
mire jazb-e-dil ke bulaa.e hu.e hai.n
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
ye aane vaalaa zamaana hame.n bataa.egaa
vo ghar baanegaa apnaa ki ghar basaa.egaa
Akhtar Nazmi
Ghazal
sub.h aur shaam ke sab rang haTaa.e hu.e hai.n
apnii aavaaz ko tasviir banaa.e hu.e hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
us ko dushman se kyaa bachaa.e vo charKH
jis ne tadbiir-e-KHasf-e-maah na kii
Momin Khan Momin
Ghazal
nasiim-e-sham'-e-lahad ko zaraa bachaa.e hu.e
yahii hai ek Gariibo.n ke rone vaalo.n me.n
Jaleel Manikpuri
Ghazal
mai.n shar kii sharaarat se to hoshyaar huu.n lekin
allaah bachaa.e to bachuu.n KHair ke shar se