SEARCH RESULTS
Showing search results for "بھنک"
Ghazal MATCHES FOR "بھنک"
Ghazal
bhanak tak bhii na pahu.nchii us kii ham tak
hamaare din guzaare jaa chuke hai.n
Zafar Gorakhpuri
Ghazal
bhanak na jaane ye kaise lagii havaa.o.n ko
ki mujh ko raahguzar par diyaa jalaanaa thaa
Sarfraz Nawaz
Ghazal
bahut sii aa.nkho.n ko is baat kii bhanak hii nahii.n
idhar udhar jo tamaashaa-talab tamaashe hai.n
Yawar Azeem
Ghazal
Shamim Abbas
Ghazal
hotaa hai tirii chaap kaa dhoka jo kahii.n se
pa.Dtii hai bhanak kaan me.n halkii se bhii halkii
Takht Singh
Ghazal
gumaan-e-zaKHm-e-tamannaa thaa ab talak mujh ko
nahii.n hai daaG bhii dil me.n na thii bhanak mujh ko
Khaleel Mamoon
Ghazal
aavaaz-e-suur tere shahiido.n ko roz-e-hashr
lagtii thii ik bhanak sii to kaano.n ko KHvaab me.n
Mufti Sadruddin Aazurda
Ghazal
ham kaa.nch ke bane hai.n bhanak kyaa unhe.n lagii
rakhvaa diyaa lapeT ke aKHbaar me.n hame.n
Prashant Kumar
Ghazal
yaar havaa se kaise aag bha.Dak uThtii hai
lafz ko.ii a.ngaaraa kaise ho saktaa hai
Jawad Sheikh
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
apnii talaash apnii nazar apnaa tajraba
rasta ho chaahe saaf bhaTak jaanaa chaahiye
Nida Fazli
Ghazal
us banda-e-KHuddaar pe nabiyo.n kaa hai saaya
jo bhuuk me.n bhii luqma-e-tar par nahii.n girtaa
Qateel Shifai
Ghazal
daad kii bhiik na maa.ng!! ai mire achchhe shaa.er!!
jaa tujhe merii du.aa hai tiraa kaasa TuuTe