SEARCH RESULTS
Showing search results for "بہاؤ_گے"
Ghazal MATCHES FOR "بہاؤ_گے"
Ghazal
Aazim Kohli
Ghazal
dharm ke naam pe KHuu.n kitnaa bahaa.oge miyaa.n
pyaar ke jaam lu.nDhaa.o to ko.ii baat bane
Ashok Sawhny
Ghazal
ik duusre se ho ke alag KHush rahegaa kaun
ta.Dpe.nge ham bhii KHud bhii tum aa.nsuu bahaa.oge
Abid Munavari
Ghazal
yaad me.n merii sabhii kaam se Gaafil ho kar
chaar aa.nsuu bhii bahaa.oge bataa.o to sahii
Aarif Nazeer
Ghazal
har ek shaKHs ko dushman agar banaa.oge
mizaaj puuchhne vaalaa kahaa.n se laa.oge
athar shakeel
Ghazal
sukuun pyaar tabassum bahaar gul shabnam
KHushii me.n ziist ko kyaa kyaa samajh ga.e the ham
Daud Naseeb
Ghazal
bahaa.uu.ngaa na mai.n aa.nsuu na muskuraa.uu.ngaa
KHamosh rah ke saliiqe se Gam manaa.uu.ngaa
Taimur Hasan
Ghazal
aa.ine se kab talak tum apnaa dil bahlaa.oge
chhaa.e.nge jab jab a.ndhere KHud ko tanhaa paa.oge
Dinesh Thakur
Ghazal
kitne dariyaa is nagar se bah ga.e
dil ke sahraa KHushk phir bhii rah ga.e
Gulam jilani Asghar
Ghazal
Raza Azimabadi
Ghazal
chhuT ke tujh se be-sahaare rah ga.e
zindagii ke sab kinaare bah ga.e
JaiKrishn Chaudhry Habeeb
Ghazal
Shahid Ishqi
Ghazal
parindgaa.n! tumhe.n kuchh bhii KHabar na ho paa.ii
daraKHt Dhe ga.e ambaar-e-aab bah ga.e hai.n
Tahseen Firaqi
Ghazal
kitne armaa.n chashm-e-tar se bah ga.e
pyaar ke motii bikhar kar rah ga.e
Zahid Al-Ehsani Loharvi
Ghazal
bahaar-e-gul se ab daur-e-KHizaa.n tak
kahaa.n se baat aa pahu.nchii kahaa.n tak