SEARCH RESULTS
Showing search results for "بہبود"
Ghazal MATCHES FOR "بہبود"
Ghazal
jis baap ne aulaad kii bahbuud na sochii
us baap ko aulaad ayaa.n hai jo kahegii
Sharif kunjahi
Ghazal
sirf itnaa hii kahuu.ngaa mai.n sipah-saalaar se
aap cigarette pii rahe hai.n baiTh kar baaruud par
Jabbar Wasif
Ghazal
bahbuud ke aasaar na dekhe kabhuu hargiz
jis shaKHs ne uu.nchii tirii diivaar bahut kii
Abdul Rahman Ehsan Dehlvi
Ghazal
aag ThanDii kis tarah ho kis tarah aa.e bahaar
gulshan-e-hastii me.n ham bahbuud kii baate.n kare.n
Siddiq Fatahpuri
Ghazal
phirte hai.n ka.ii qais se hairaan o pareshaan
is ishq kii sarkaar me.n bahbuud nahii.n hai
Joshish Azimabadi
Ghazal
phirtaa hai falak fikr me.n gardish me.n ye sab kii
hargiz ye nahii.n chaahtaa bahbuud-e-KHalaa.iq
Taban Abdul Hai
Ghazal
bahbuud-o-madad kii vo sanad se nikal aa.e
kuchh peT Gariibo.n kii rasad se nikal aa.e
Khalid Akhlaq
Ghazal
un ke hote hu.e kyaa qaum taraqqii kartii
muqtadir the vo ko.ii saahib-e-bahbuud na the
Hasrat Khan Khatak
Ghazal
is ta'alluq se nikalne kaa ko.ii raasta de
is pahaa.Dii pe bhii baaruud lagaanaa na pa.De
Umair Najmi
Ghazal
baGdaad dillii masco london ke darmiyaa.n
baaruud bhii bichhaa.egii ikkiisvii.n sadii
Bashir Badr
Ghazal
baaruud kaa nahii.n miraa maslak daruud hai
mai.n KHair maa.ngtaa huu.n mujhe maar diijiye
Ahmad Farhad
Ghazal
surKHiyaa.n amn kii talqiin me.n masruuf rahii.n
harf baaruud ugalte rahe aKHbaar ke biich
Mohsin Naqvi
Ghazal
Aalok Shrivastav
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
tum is raste me.n kyuu.n baaruud bo.e jaa rahe ho
kisii din is taraf se KHud guzarnaa pa.D gayaa to
Asim Wasti
Ghazal
in havaa.o.n se to baaruud kii buu aatii hai
in fazaa.o.n me.n to mar jaa.e.nge saare bachche
Bedil Haidri
Ghazal
darkaar ujaalaa hai magar sahme hu.e hai.n
kar de na a.ndheraa ko.ii baaruud jalaa kar