SEARCH RESULTS
Showing search results for "بیر"
Ghazal MATCHES FOR "بیر"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aa.nkho.n me.n rahaa dil me.n utar kar nahii.n dekhaa
kashtii ke musaafir ne samundar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
ek zaraa sii jot ke bal par a.ndhiyaaro.n se bair
paagal diye havaa.o.n jaisii baate.n karte hai.n
Iftikhar Arif
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
piir-e-muGaa.n se ham ko ko.ii bair to nahii.n
tho.Daa saa iKHtilaaf hai mard-e-KHudaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
bair duniyaa se qabiile se la.Daa.ii lete
ek sach ke liye kis kis se buraa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
dhyaan bhii us kaa hai milte bhii nahii.n hai.n us se
jism se bair hai saa.e se vafaa-daarii hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Abhishek Shukla
Ghazal
Gamo.n se bair thaa so ham ne KHud-kushii kar lii
shajar giraa ke parindo.n se intiqaam liyaa
Balmohan panday
Ghazal
hai ko.ii bair saa us ko mirii tadbiir ke saath
ab kahaa.n tak ko.ii jhag.Daa kare taqdiir ke saath
Rajesh Reddy
Ghazal
Jameel Malik
Ghazal
Zuhoor Nazar
Ghazal
naam se gaa.ndhii ke chi.Dh bair aazaadii se hai
nafrato.n kii khaad hai.n ulfat magar khaadii se hai
Zafar Kamali
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Bekal Utsahi
Ghazal
'taariq' terii qismat me.n hii pyaar nahii.n
is bairii ke bair bhii khaTTe nikle.nge