SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے_جھجک"
Ghazal MATCHES FOR "بے_جھجک"
Ghazal
kahnaa ho jo bhii saaf kaho be-jhijak kaho
apno.n se ko.ii baat chhupaataa nahii.n ko.ii
Sahar Mahmood
Ghazal
be-jhijak rang uchhaale.n chamanistaa.n vaale
Gam-nasiibo.n kii KHabar lauT ke aane se rahii
Anjum Fauqi Badayuni
Ghazal
adaa kiyaa usii sikke me.n be-jhijak mai.n ne
hu.ii jahaa.n kahii.n mahsuus buu hitak kii mujhe
Raoof Khair
Ghazal
rafta rafta us galii me.n be-jhijak jaane lagaa
pahle pahle to mujhe thaa KHauf-e-rusvaa.ii bahut
Shahab Ashraf
Ghazal
ho kar na be-jhijak raaho.n me.n ghuumnaa
phirte hai.n din me.n bhii aaseb kuu-ba-kuu
Irfan Najmi
Ghazal
talab thii jis ko bahar-gaam manzil-e-maqsuud
guzar gayaa rah-e-mushkil se be-jhijak baabaa
Abdul Ghafoor Saqi
Ghazal
Rasheed Ejaz
Ghazal
Mahir Bilgrami
Ghazal
ahl-e-dil aaj hu.e azmat-e-dil ke qaa.il
be-jhijak anjuman-e-yaar tak aa pahu.nche hai.n
Shifa Gwaliari
Ghazal
Nasiruddeen
Ghazal
jhijak rahaa huu.n use aashkaar karte hu.e
jo kashmakash thii tiraa intizaar karte hu.e
Sultan Nizami
Ghazal
hamaarii bechainii us kii palke.n bhigo ga.ii hai
ye raat yuu.n ban rahii hai jaise ki so ga.ii hai