SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے_خوف_و_خطر"
Ghazal MATCHES FOR "بے_خوف_و_خطر"
Ghazal
jo baat haqiiqat ho be-KHauf-o-KHatar kahiye
mai.n is kaa nahii.n qaa.il shabnam ko guhar kahiye
Haseeb Rehbar
Ghazal
Razi Badayuni
Ghazal
sochaa nahii.n be-KHauf-o-KHatar kaaT diyaa hai
us ne miraa har misra-‘e-tar kaaT diyaa hai
Jashn Abbas
Ghazal
'mashkuur' hai.n kis KHayaal me.n mast
be-KHauf-o-KHatar se aa rahe hai.n
Mashkoor Husain Yaad
Ghazal
takiya zaanuu kaa mire kiijiye be-KHauf-o-KHatar
aap tashriif idhar laa.iye aur so rahiye
Meer Hasan
Ghazal
ye dushman kaa makaan apnaa hii ghar hai
lagaa de.n aap be-KHauf-o-KHatar aag
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
naag be-KHauf-o-KHatar phirte hai.n kuucha kuucha
bastiyo.n me.n nahii.n ab ko.ii saperaa shaayad
Om Prakash Laghar
Ghazal
pur-KHaar thii.n viiraa.n thii.n raahe.n to mohabbat kii
jaa.nbaaz tire lekin be-KHauf-o-KHatar aa.e
Zaki kakorvi
Ghazal
ja.ng maidaan se kamro.n me.n simaT aa.ii hai
ghar na jaanaa kabhii be-KHauf-o-KHatar auro.n ke
Shahid Jamal
Ghazal
vo manzil-e-maqsuud pe pahu.nchegaa yaqiinan
jo raah me.n chaltaa rahe be-KHauf-o-KHatar tez
Aasi Faiqi
Ghazal
duur samjhaa hai raqiibo.n ko yahaa.n se 'aarif'
yaar ke paas jo be-KHauf-o-KHatar baiTh ga.e
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
kaun hai jo apne chehre se nahii.n Dartaa 'nadiim'
kaun be-KHauf-o-KHatar hai aa.ine ke saamne
Nadeem Fazli
Ghazal
dau.D pa.Dtaa huu.n ba.De pyaar se be-KHauf-o-KHatar
ko.ii chehra jo mohabbat se bulaataa hai mujhe
Kamal Jafari
Ghazal
duub jaanaa thaa mohabbat ke samundar me.n jise
us ne be-KHauf-o-KHatar raqs kiyaa paanii par
Shafique Raipuri
Ghazal
aur chalnaa hai to be-KHauf-o-KHatar niklo bhii
na kisii abr kaa saaya na shajar aa.egaa
Khaleel Tanveer
Ghazal
hijr kii aag me.n jalne se nahii.n Dartii mai.n
ishq mujh me.n abhii be-KHauf-o-KHatar baaqii hai
Najma Shaheen Khosa
Ghazal
kyaa shor the kyaa zor the har lahza ahaa-haa
kyaa valvale kyaa qahqahe be-KHauf-o-KHatar the