SEARCH RESULTS
Showing search results for "بے_ذوق_نظر"
Ghazal MATCHES FOR "بے_ذوق_نظر"
Ghazal
be-zauq-e-nazar bazm-e-tamaashaa na rahegii
mu.nh pher liyaa ham ne to duniyaa na rahegii
Fani Badayuni
Ghazal
Moghisuddin Fareedi
Ghazal
le gayaa hamraah apne vo makaa.n aur baam-o-dar
hai nazar sab kuchh magar ik be-makaanii de gayaa
Nazar Kanpuri
Ghazal
faqiih-e-shahr se qat-e-nazar kabhii to 'nazar'
tuu mere ashk kii be-harf daastaa.n me.n utar
Arshad Nazar
Ghazal
kirdaar be-kashish hai numaa.ish kii dhuup me.n
'arshad' nazar me.n qiimtii poshaak ho ga.e
Arshad Nazar
Ghazal
mai.n nazar se ek andaaz-e-nazar hotaa hu.aa
kaun hai din raat mujh me.n be-KHabar hotaa hu.aa
Prem Kumar Nazar
Ghazal
zauq-e-nazar ko jalvaa-e-be-taab le gayaa
ta.abiir ke nashaat ko ik KHvaab le gayaa
Fitrat Ansari
Ghazal
Munshi Naubat Rai Nazar Lakhnavi
Ghazal
guftuguu achchhii lagii zauq-e-nazar achchhaa lagaa
muddato.n ke baad ko.ii ham-safar achchhaa lagaa
Ahmad Faraz
Ghazal
ai zauq-e-nazar bhuul bhii jaa zauq-e-nazar ko
afsaana kabhii ziist kaa haasil nahii.n hotaa
Basit Ujjaini
Ghazal
naumiid na ho in se ai rahbar-e-farzaana
kam-kosh to hai.n lekin be-zauq nahii.n raahii
Allama Iqbal
Ghazal
taskii.n ko ham na ro.e.n jo zauq-e-nazar mile
huuraan-e-KHuld me.n tirii suurat magar mile
Mirza Ghalib
Ghazal
ye jalvo.n kii taabaaniyo.n kaa tasalsul
ye zauq-e-nazar kaa davaam allaah allaah
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
'naazir' ab zauq-e-nazar be-kaar hai
manzar-e-hastii puraanaa ho chukaa